Jo deen ki azmat k liye qurban kar de zindagi mp3

Posted by Hindi status on April 25, 2018 in | 1 comment


You can hear this mp3 urdu tarana online and download mp3 by this button

Download

Jo deen ki azmat k liye Lyrics

Jo deen ki azmat k liye qurban kar de zindagi
Jihad us ka naam ha daleron ka ye kaam ha
Tu darr na aisi moot se ye moot ha nahi nahi
Shahadat is ka naam ha mujahidon ka jam ha
Ro rahi ha ye zamin or ro raha ha aasman
Zulm barhta dekh kar ye khoon behta dekh kar
Gham na karna maa meri milun ga tuj se phir kabhi
Jannaton k baagh main or hastay gulistan main
Jannaton k har haseen or hastay gulistan main
Andhiyon tufaan main raha tha jis ka aashian
Udaas bulbul ho giya wo shajar girta dekh kar
Katt rahin thin gardanay or lut rahin thin asmatain
Pukarti thin mayen or to chain se sotaa raha
Ro rahi ha ye zamin or ro raha ha aasman
Zulm barhta dekh kar ye khoon behta dekh kar
Asin tujh ko khirkiyon se dekh kar yun be khabar
Siskiyan leta howa ye chand bhi rota raha
Rukawton or mushkilon main katt gayi ye jaan meri
Roh ko meri mil giya shahadat ka ya jaam ha
Rab kare ga yun ta-aruf baap or ay maa meri
Maa ha ye shaheed ki shaheed ka ye baap ha
Jo deen ki azmat k liye qurban kar de zindagi
Jihad us ka naam ha daleron ka ye kaam ha

1 comment: